Originally posted by: sunshine36
Behen tumhe agar samaj mein aaya toh mujhe bhi bathana...yeh saala kaand katham hi nahi hora..
Bhavana ka jo kabhi socha na ho abhi samajh mein aara😂😂😂
Woh gunde ne Anu ko haath lagaya toh Anuj ne poora tod fod kar diya ...iss hug ke liye to Lion King ka shikaar kar dega😆

2