Zindagi ki Mehak, Musical Muse 5 - Page 5

Created

Last reply

Replies

111

Views

2.7k

Users

5

Likes

130

Frequent Posters

dwriter thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 4 years ago
#41

Raat baaki, baat baaki

Hona hai jo, ho jaane do

Socho na, dekho to

Dekho haan, jaane-jaan ... mujhe pyaar se


Kashti jawaan dil ki tufaan se takara gayi

Mnjil mohabbat ki ab to karib a gayi

A dekh le, hai kya maja ... dil haar ke

Raat baaki, baat baaki ...


Agaaj ye hai to anjaam hoga hasin

Diwaane parawaane marane se darate nahin

A dilaruba, khul ke jra ... mil yaar se

Raat baaki, baat baaki ..

ms.nitya12 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#42

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge
Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Kya kahoon kaise lagte hai dil pe zulfon ke saaye
Koi bhoola raahi jaise manzil paa jaaye
Ya koi dil toofaan ka maara
Dard ki laheron mein aawaara

Koi pyaara pyaar ke saaye paa jaaye

Kismat se tum humko mile ho
Kaise chhodenge, yeh haath hum na chhodenge
Tukde dil ke hum tum milke
Phir se jodenge, yeh sheesha phir se jodenge

Phir se banti taqdeeron ko
Armaanon ki zanjeeron ko
Jaanam ab na todenge

NotYourType thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Visit Streak 500 Thumbnail + 5
Posted: 4 years ago
#43

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल हाय

कहीं बीतें ना ये रातें कहीं बीतें ना ये दिन

कहीं बीतें ना ये रातें कहीं बीतें ना ये दिन

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल ..


प्यार करने वाले, अरे प्यार ही करेंगे जलने वाले चाहे जल-जल मरेंगे

प्यार करने वाले, अरे प्यार ही करेंगे जलने वाले चाहे जल-जल मरेंगे

मिलके जो धड़के हैं दो दिल हरदम ये कहेंगे कहीं बीतें ना

हो कहीं बीतें ना ये रातें कहीं बीतें ना ये दिन

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल


ओ मेरे हमराही, मेरी बाँह थामे चलना बदले दुनिया सारी, तुम न बदलना

ओ मेरे हमराही, मेरी बाँह थामे चलना बदले दुनिया सारी, तुम न बदलना

प्यार हमे भी सिखला देगा, गर्दिश में सम्भलना कहीं बीतें ना

कहीं बीतें ना ये दिन कहीं बीतें ना ये दिन

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल


दूरियाँ अब कैसी, अरे शाम जा रही है हमको ढलते-ढलते समझा रही है

दूरियाँ अब कैसी, अरे शाम जा रही है हमको ढलते-ढलते समझा रही है

आती-जाती साँस जाने कब से गा रही है कहीं बीतें ना

हो कहीं बीतें ना ये रातें कहीं बीतें ना ये दिन

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल हाय

कहीं बीतें ना ये रातें कहीं बीतें ना ये दिन

गाता रहे मेरा दिल तू ही मेरी मंज़िल..

ms.nitya12 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#44

Maye ni maye mundher pe teri, bol raha hain kaaga
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga
Maye ni maye mundher pe teri, bol raha hain kaaga
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga

Chan mahiya chan mahiya mere dol sapaiya

Chand ki tarah camak rahi thi us jogi ki kaya,
Mere dyare aakar usne pyar ka alag jagaaya,
Apne tan par bhasma ramaage
Sari rain woh jaaga
Jogan ho gayi teri dulari, man jogi sang laaga

Sun hiriye nach hiriye, Nagke rang jama,
Sun hiriye nach hiriye, Nagke dhum macha

Mannat maangi thi tune, ek roz main jaayo bihaayi,
Us jogi ke sang meri tu karde ab kudmayi,
In haathon mein laga de mehendi

dwriter thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 4 years ago
#45

Dard dilon ke kam ho jaate


Main aur Tum agar hum ho jaate


Main aur Tum agar hum ho jaate



Kitne haseen aalam ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jate


Main aur Tum gar Hum ho jate



Dard dilo ke kam ho jaate


Main aur Tum gar hum ho jaate


Main aur Tum gar hum ho jaate



Kitne haseen aalam ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jaate



Tere bina na aaye sukoon


Naa aaye qaraar mujhe


Door wo saare bharam ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jate


Main aur Tum gar Hum ho jate



Ishq adhoora duniya dhoori


Khwahish meri kardo na poori


Dil toh yehi chaahe


Tera aur Mera ho jaaye muqammal ye afsaana


Har mushqil aasaan ho jaati


Main aur Tum gar Hum ho jate



Kitne haseen aalam ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jaate



Baaqi nahi kuch par dil na maane


Dil ki baate dil hi jaane


Hum dono kahin pe mil jaayenge ik din


Inn ummeedon pe hi main hoon zinda


Har manzil haasil ho jaati


Main aur Tum gar Hum ho jate



Kitne haseen aalam ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jaate


Main aur Tum gar Hum ho jaate



Dard dilon ke kam ho jaate


Main aur Tum gar hum ho jaate


Main aur Tum gar hum ho jaate

ms.nitya12 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#46

Tere naina bade qaatil maar hi daalenge
Tere naina bade qaatil maar hi daalenge
Qaatilana.. qaatilana adaa se ek din is dil ko..
Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge

Tere naina.. naina, naina!
Tere naina.. naina, naina!
Kaatilana bade naina.. naina!
Tere naina.. naina, naina!
Tere naina.. naina, naina!
Kaatilana bade naina.. naina..

Qaatilana.. kaatilana adaa se ek din is dil ko
Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge
Tere naina bade qaatil maar hi daalenge

Ga ma pa sa.. sa
Ga ma pa sa.. pa
Ga ma pa sa.. sa
Ni sa re, re re

Shararat naina karte hain
Tadapna dil ko padta hai
O dheere-dheere haule-haule
Silsila bhi badhta hai
Teri yaadon ki garmi se
Mera lamha pighalta hai
Dard ko teri baahon mein
Bada aaraam milta hai
Bada aaraam milta hai

Qaatilana adaaon se ek din is dil ko…
Hansayenge, rulayenge maar hi daalenge
Tere naina bade kaatil maar hi daalenge

Naina… kaatilana… naina re…

Tere ehsaas ki khushboo
Meri saanson mein behti hai
Tere deedar ki khwaahish
Mujhe din raat rehti hai
Tere aane ki aahat se
Machalte hain, mehakte hain
Bichhadte hain to har lamha
Teri hi raah takte hain
Teri hi raah takte hain

Kaatilana adaaon se ek din is dil ko..

dwriter thumbnail
7th Anniversary Thumbnail Rocker Thumbnail
Posted: 4 years ago
#47

Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe

Yaara Bata Na Paaye

Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki

Aankhein Tujhe Samjhaaye

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Milake Bhi Hum Na Mile

Tumse Na Jaane Kyun

Milon Ke Hai Faasle

Tumse Na Jaane Kyun

Anjaane Hai Silsile

Tumse Na Jaane Kyun

Sapne Hai Palakon Tale

Tumse Na Jaane Kyun

Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe

Yaara Bata Na Paaye

Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki

Aankhein Tujhe Samjhaaye

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Nigaahon Mein Dekho Meri

Jo Hai Bas Gaya

Woh Hai Milata Tumse Hubahu

O O O Jaane Teri Aankhein Thi Ya

Baatein Thi Wajah

Huye Tum Jo Dil Ki Aarzoo

Tum Paas Hoke Bhi

Tum Aas Hoke Bhi

Ehsaas Hoke Bhi

Apne Nahi Aise Hai

Humko Gile Tumse Na Jaane Kyun

Milon Ke Hai Faasle

Tumse Na Jaane Kyun

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Tu Jaane Na Aaa

Tu Jaane Na

Ooo Jaane Na Jaane Na Jaane Na... aaaaaaaaa aaa

Tu Jaane Na

Khayalon Mein Lakhon Baatein Yun Toh Keh Gayaaaa

Bola Kuch Na Tere Samne

Oooo Hue Na Begaane Bhi Tum Hoke Aur Ke

Dekho Tum Na Mere Hi Bane

Afsos Hota Hai Dil Bhi Yeh Rota Hai

Sapne Sanjota Hai Pagla Hua Soche Yeh

Hum The Mile Tumse Na Jaane Kyun

Meelon Ke Hai Faasle Tumse Na Jaane Kyun

Anjaane Hai Silsale Tumse Na Jaane Kyun

Sapne Hai Palko Tale Tumse Na Jaane Kyun

Hooooooohh

Kaise Bataaye Kyun Tujhko Chaahe

Yaara Bata Na Paaye

Baatein Dilon Ki Dekho Jo Baaki

ms.nitya12 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#48
kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa chho.Do bekaara kii baato.n me.n kahii.n biita naa jaae rainaa ) - kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa kuchha riita jagata kii aisii hai, hara eka subaha kii shaama huii - tU kauna hai, teraa naama hai kyaa, siitaa bhii yahaa.N badanaama huii phira kyuu.N sa.nsaara kii baato.n se, bhiiga gaye tere nayanaa kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa chho.Do bekaara kii baato.n me.n kahii.n biita naa jaae rainaa kuchha to loga kahe.nge ... hamako jo taane dete hai.n, hama khoe hai.n ina ra.ngaraliyo.n me.n - hamane unako bhii chhupa chhupake, aate dekhaa ina galiyo.n me.n ye sacha hai jhuuThii baata nahii.n, tuma bolo ye sacha hai naa kuchha to loga kahe.nge, logo.n kaa kaama hai kahanaa chho.Do bekaara kii baato.n me.n kahii.n biita naa jaae rainaa kuchha to loga kahe.nge ...
NotYourType thumbnail
16th Anniversary Thumbnail Visit Streak 500 Thumbnail + 5
Posted: 4 years ago
#49

गुमनाम है कोई बदनाम है कोई

किसको ख़बर कौन है वो अनजान है कोई

गुमनाम है कोई बदनाम है कोई

किसको ख़बर कौन है वो अनजान है कोई

गुमनाम है कोई...

किसको समझें हम अपना कल का नाम है इक सपना

किसको समझें हम अपना कल का नाम है इक सपना

आज अगर तुम ज़िन्दा हो तो कल के लिए

कल के लिए माला जपना

गुमनाम है कोई बदनाम है कोई

किसको ख़बर कौन है वो अनजान है कोई

गुमनाम है कोई...

पल दो पल की मस्ती है बस दो दिन की हस्ती है

पल दो पल की मस्ती है बस दो दिन की हस्ती है

चैन यहाँ पर महँगा है और मौत यहाँ

मौत यहाँ पर सस्ती है

गुमनाम है कोई बदनाम है कोई

किसको ख़बर कौन है वो अनजान है कोई

गुमनाम है कोई...

कौन बला तूफ़ानी है मौत को ख़ुद हैरानी है

कौन बला तूफ़ानी है मौत को ख़ुद हैरानी है

आए सदा वीरानों से जो पैदा हुआ

पैदा हुआ वो फ़ानी है

गुमनाम है कोई बदनाम है कोई

किसको ख़बर कौन है वो अनजान है कोई

गुमनाम है कोई बदनाम है कोई

किसको ख़बर कौन है वो अनजान है कोई

गुमनाम है कोई...

ms.nitya12 thumbnail
9th Anniversary Thumbnail Sparkler Thumbnail Visit Streak 30 Thumbnail
Posted: 4 years ago
#50

In aankhon ki masti ke, aah aah aah aah

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

Mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta

In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain

Afsaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

Ek tum hi nahin tanha, aah aah

Ek tum hi nahin tanha ulfat mein meri rusva

Ulfat mein meri rusva

Is shaher mein tum jaise

Is shaher mein tum jaise deewaane hazaaron hain

Deewaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke, aah aah aah

Ek sirf humi mai ko, ek sirf humi

Ek sirf humi mai ko aankhon se pilaate hain

Aankhon se pilaate hain

Kehne ko to duniya mein

Kehne ko to duniya mein maikhaane hazaaron hain

Maikhaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke

Is shamm-e-faroza ko, aah aah

Is shamm-e-faroza ko aandhi se darraate ho

Aandhi se darraate ho

Is shamm-e-faroza ke

Is shamm-e-faroza ke parvaane hazaaron hain

Parvaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke mastaane hazaaron hain

In aankhon se vaabasta afsaane hazaaron hain

Afsaane hazaaron hain

In aankhon ki masti ke..

Related Topics

Top

Stay Connected with IndiaForums!

Be the first to know about the latest news, updates, and exclusive content.

Add to Home Screen!

Install this web app on your iPhone for the best experience. It's easy, just tap and then "Add to Home Screen".