humare yaha bhi minimum 17 hai... Koi daal hii nahi raha jacket..🤦♀️🤣
Bolte hai kitni mast thand hai..🤣🤣
Aur kya...masst thodi thodi thand abhi start huyi hai
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
MAIRAs STATEMENT 16.4
Namit Malhotra's nepo connection with Ranbir got him the role of Ram?
Beautiful song; track of the year is here
humare yaha bhi minimum 17 hai... Koi daal hii nahi raha jacket..🤦♀️🤣
Bolte hai kitni mast thand hai..🤣🤣
Aur kya...masst thodi thodi thand abhi start huyi hai
mujhe bhi mast anu ki tarah hii samandar dekhna hai..
Ek dum ussi ki tarah khelna hai..lehron ko chuna hai..Ghanto baith kar sunset ko niharna hai...
Mai aau mumbai to bas😌
haa na.. Itna mst thanda thanda mausam.. Na jyada garmi na jyada thand..☺
mujhe bhi mast anu ki tarah hii samandar dekhna hai..
Ek dum ussi ki tarah khelna hai..lehron ko chuna hai..Ghanto baith kar sunset ko niharna hai...
Mai aau mumbai to bas😌
Aa jao sab!! Milkar khoob masti karenge
Mujhe to mauka mile bas
Mai to ajaungi wada pav gang se milne
mujhe bhi mast anu ki tarah hii samandar dekhna hai..
Ek dum ussi ki tarah khelna hai..lehron ko chuna hai..Ghanto baith kar sunset ko niharna hai...
Mai aau mumbai to bas😌
I still remember jab Maine first time dekha tha sea.. us time sunset ho raha tha.. whole sea was sparkling like a diamond
Mere dimag se kabhi nai ja sakta vo image 🤲🏻🤲🏻
Coldest day🤣
Aaj ye pallu ke jokes ke bina weekend weekend hii na lag raha..😒😒
Kab aayenge vo vapas...😔
Idhar hi hu 💕
Milenge to dhamaal hoga🤗
Wow.. Mast cold hoga...