I was liking k devo ne shammo ki bajai but now I’m happy k sallu he sahi sunaya
Apne rules apne calls bilkul pagal
Bara pratik pratik karti hai devo
Arey bhai kya zaroori hai k jo ration mian sab khana hai
Itna issue hai to vip room mian itna kuch rakha hai
Rashmi ne to aapa kho diya . Pratik ki tarah shor machaya.