Originally posted by: mineforever
Waise mujhe abhi bhi lagta hai Monu ko jo cute teddy bear wala gift diya tha woh Karan ne hi diya tha,Baby ka naam laga kar..
kya lagta hai?
Dekho pehla hi main sab out of character cheeza kar rahi hu uss forum pai kaaha main asal main pyaar ki dushman aur yaaha dekho logo ka pyaar ka nagma gaati hun.😂😂😂
Ab aur na marvao mujhe vaisa baat sach hain apki par kya kaahe diya toh baby ka naam pe bas Kaal jab pyaar ho tab yeh na bole jalan main ki oyy baby na nahi diya iss babu na diya hain.😂😂😂