Yaarrrrr yeh Koki ki awaaz thi na😆
Par yeh main nahi hoon...kyinki main toh maanti hoon ki iss mamle mein main fattu hoon 🤣
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
MAIRAs STATEMENT 16.4
Beautiful song; track of the year is here
Yaarrrrr yeh Koki ki awaaz thi na😆
Par yeh main nahi hoon...kyinki main toh maanti hoon ki iss mamle mein main fattu hoon 🤣
Yeh main nHi hoon.
Main toh accept kar chuki hoon🤪
Haan...aaisa keh kar maska lagao, taaki aur bhayankar cheezon meon tag kar sako 😆
You guys are lucky I love you all so much🤗😳
Originally posted by: Manasi_16
Haan...aaisa keh kar maska lagao, taaki aur bhayankar cheezon meon tag kar sako 😆
You guys are lucky I love you all so much🤗😳
Bhag khul gaye humare 😌😌😌😌
I love u 2
Originally posted by: Manasi_16
Yaarrrrr yeh Koki ki awaaz thi na😆
Par yeh main nahi hoon...kyinki main toh maanti hoon ki iss mamle mein main fattu hoon 🤣
Ha but ye reel funny tha 🤣
This is me
Mai isse bhi ganda dance karke dikhaungi
.🤗❤️
Future MaAn to Currunt MaAn se bhi jyada cute the..😚😚😚
Yaar aise hii chahiye ye future mai..
are.🤣🤣🤣🤣
Arey mai kyu banungi.. mera to koi vasta bhi nahi hai us show se 🤪
Pata hai.. my bhai and dadi are such an antics
Ek din mera bhai UD ko keh raha dekho tejo punjabi wala serial araha hai 🤪🤣
And ek din mere dadi keh rahi ki adha badal adha pani laga do 🤣🤣🤣
Par sahi mai naam kisko yaad rehte hai... Mere dadi to pakhi ko daayan bolte hai...par fav bhi vahi hai unki..🤣🤣
hum kaha dara rahe hai hum to laad kar rahe hai..😳
Originally posted by: Manasi_16
Haan...aaisa keh kar maska lagao, taaki aur bhayankar cheezon meon tag kar sako 😆
You guys are lucky I love you all so much🤗😳
Same to u😂😂
But har baar tag bhayanak nahi hota😂