Originally posted by: Chintapandu
babusabhi ne kahi baar malini ko imaliya samjhe laage rahe par ek baar ee bohot hi bhaari padgawa babusahib ke khatir kaahe ki uu samajh ke vajah se ee pita bangawa.. ab kono dareki baat naahi hain.. kaahe hi isse badaa kaa hi hosakat hain uuke saath?
aur ee scenewa kahi baar dechuke hain
do baar imlie ko malini samjhe hain babusahib
aur malini ko imlie? ee toh paanch(5) baar hochuka hain aur eema chauthee baar itti bhaari padgawa ki hum batawat rahe na.. pita bangaya babusahib
aur aage kitte baar dikhayi hain uu makers hi jaane...
When did he think imlie as malini
