Main kidhar se kudu yeh bataoOriginally posted by: Not_James_bond
Kuch nahi bas Monu ka ganaa bajana , karan ka khayalo main ghum rehna , Sanju ka rukh badalna , sidG ka Monu ka tapti kadhai main mirchi ka tadka lagana , Faizi ka naamkaran hona . Koel ka bita Kaal ka laut aana aur sumanji ka balti bhaar raita phelana.
Bas kuch itna sa hi chaal raaha hain.
Hum sab bhi bas Monu ka nautankiyo ka anand leka pait bhar ka taane maar rahe hain aur zindagi jee rahe hain bas itna hi ho raaha hain.😂😂
Yeh humari Monu nahi hai
Yeh koi aur hai humshakal
Jab party hui thi na tab pakka kisi humshakal ne Monu ki jagah leli
Hey deva!!