dekho planning toh usne kar rakhi thi donon ki hi,agar Bondita ki shaqal dikh gayi aur aur agar voh shaadi ke liye haan kardi toh he would go ahead his godh mein uthana and beti waala plan🤪☺️Aur agar shaqal nahin dikhi and she wouldn't come back to him toh dil ko behla lega bolke ki I hate Bondita 🤪🤣😆Aisa Ani to dushmani track ma don ban rahatha...to itna Sab planning keu ki...Usha bhi pata tha ager bon agayi India ma to ushka don Wala avtar aisai Tor jayega...ishliya socha Chalo pehla accha sa Sab planning Kar li🤣....ishliya to Ghar ka sab ko pata tha ki o bon ki liya wait Kar rahaha ...bon ki liya celibacy lekar Betha tha😆...
Ushki liya akdam photo Wala room bhi ready Kiya...jab bhi yaad atithi Chala jatatha...
To itna drama keu Kiya ki tumhara shakal nahi dakhungi😕...itna nautanki baaz keu ha a ladka🤣....