Bhai meri to sahi diwali shuru hui hai, danish ka naam le le kar blind pe blind kar rahi hun, and tern baar trail aayi hai proper, maza aagaya🤣
I am on my way to next diwali party, but abhi jahan thi wahan maine 500 dale the 1800 agaye
Tu Taash khel rahi hai kya 😆
Main nahi khelti but sahi hai, Danish ke naam pe teri Diwali ban rahi hai 😆 Dekh D square 🤣
Aage ke din ke kya kya plans hai tumhare?
1.3k