Originally posted by: GinniAARAFAN
Haye meri makhhi tu sach mein asli wali Humdard hai...đ
Anirudh bahut bada hogaya hai .. samjhdar hogaya hai teharav agaya hai usme or kab kahan kaisa vyavhar karna h woh bhi samjh gaya h pehle bhi pata tha Anirudh ko par pehle josh m hosh kho deta tha ab aisa nahi hai... Apno ke lie to sab kurbani dete hai par ARC Hamesha begano ke liye bhi usi tarah sochta h jaise apno ke liye ....
Or jyada kuch nahi badla hai Bondita ki chinta ..or uski soch adarsh sab vaise hi hai par ab or gehara hogaya hai...
Anirudh Roy Choudhury Heera hai....â¤ď¸