Anu: Nandini ke priye sasurji woh Rohan haina uska ex woh usko bada pareshan kar raha hai
Anuj: Anu tum chinta na karo maine Columbia University se how to deal with one’s ex wala 2 saal ka course kiya tha aur Vanraj ka haal toh tum jaanti hi ho🤣
Ye saree masle anu ki aur se hi kyu aa rahe he priye..🤣ek do anuj ki aur se bhi farmaie🤣uska b kuch na kuch to hoga
74