Originally posted by: SruthySudeep
What was that precap 🤣🤣
Gaav jaana padega like really Raghu baba 🤣🤪
Isse illegal kaam se zyada daaru chudaana zaruri h 🤣 ..
Ab hum itna Khana afford nhi kar saktey 🤣🤣
I can't control my laughter after watching that precap means Kya h ye ...
Arey yr 200 crore ka tender haath se gya aur uske saath aur bhi thoda bahut nuksaan hua to kya Banda upna gam nhi bhulane ki koshish krega kya??? Mtlb kisi tarah se jeene na do bande ko....😆