Oh ho! Mujhe na hamesha aisa kyun lagta hai ki meine update padhna start hi kiya tha ki khatam ho gaya😝😅
Thoda sa aur bada likhona😜
Well happy ki arjun ne riya ka khayal rakha aur dono hi apane misunderstanding ko clear kiya...
Yaar ye sam na mujhe bahot irritate kar raha hai.. Isko toh sabak sikhana hi padega...
Matlab arjun achha bhi kare toh bhi ye sada hua shakal hi banata hai😤
And uska woh arjun ka full name usage bahot annoying hai...
Well, now I'm very curious ki aage kya hone wala hai...
Ye dono buddhu kab ek dusre ko humsafar banayenge?!
Cont soon
Thanx for pm
1.4k