Originally posted by: Pixiepadhi
https://www.instagram.com/p/CUWw2gqMK8U/?utm_medium=copy_link
We have a dandiya seq? š„ŗš„ŗš„ŗ
Kya mera shivi ko dandiya khelte dekhne ka sapnaa puraa hogaa? ššš
Daandiya se mere yaad aaya kisi ne toh 18+ likha tha IF par āLahu Muh Lag ya ā naam ka massst tha āŗļølekin mujhe pata aisa kuch hone nahi wala show mein š¤Ŗ
Maya Jaan agar tune nahi padha toh padh le
Thark hi thark hai usmein āŗļøāŗļø