Jab Rajat ko pata chalega ki Harshada di unko bhai maanti hai to uska kya hoga?😭😆
🏏IPL 2026: CSK vs KKR, 22nd Match,Chennai 14 Apr 7:30pm IST🏏
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
Karan Johar meets Anne Hathaway and Meryl Streep
Noyna signs off for now
Beautiful song; track of the year is here
Jab Rajat ko pata chalega ki Harshada di unko bhai maanti hai to uska kya hoga?😭😆
Arrey, jab ke liye bhi ho. Mere dimaag ne toh set kar liya hai ki Param ki party ke liye karaya hai. Award function toh bonus tha 🤣
Inn dono ka bharosa nahi hai 😆 Kya pata de bhi diya ho 😆
Inko interviewer se faraq nahi padta, aas paas k surroundings se kya hi padega. Bas ek dusre ka saath hi thik hai😳😆
Originally posted by: Forever_Fangirl
Arrey, jab ke liye bhi ho. Mere dimaag ne toh set kar liya hai ki Param ki party ke liye karaya hai. Award function toh bonus tha 🤣
Sach chupane k liye ye bahana bhi achha hai 😉😆
Originally posted by: Ocean_of_waves
Inko interviewer se faraq nahi padta, aas paas k surroundings se kya hi padega. Bas ek dusre ka saath hi thik hai😳😆
Ghar, car, cafe, restaurant, zoom call...yeh toh kahin par bhi start hain. Agla kya hoga, bus adda? 😆 Pata laga agla IV gym mein diya ja raha hai 😆
Lekin inn dono ka chupana bhi itna blatant hai 😆
Chupana bhi nahin aata
Jatana bhi nahin aata
Ho rahi hai, content ki baarish ho rahi hai😆