Haan baat toh tumhari sahi hai leken ab humme pata kaisa chalega ki Ishara ki trps kya aarahi hai ?
Uske liye toh ishara ne khud media outlets ko permission deni chahiye publicly trp post karne ki otherwise kuch nhi hoga
I always blv ki ekbaar trp naa mile toh bhi behtar bus inn fake trp walo pe bharosa nhi karna chahiye
0