Originally posted by: GinniAARAFAN
Woh Tharki hai pata hai.....🤣
wahi to .......
badala kya ise Pura BadlaPur Bol..... Kya Watt lagay hai isne...CC ka kahin Mooh dikhne ke layak nahi raha ...................bechara .....🤣🤣
Badla lo toh Tupur Das Banerjee jesa lo warna Na lo ,
TP aur KN wale bhi fail hi