Seekho na naino ki bhasha piya
Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli
Seekho na naino ki bhasha piya Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli
Seekho na naino ki bhasha piya
Chhoona seekho, tum hawa ko
Tananana tan tananana tan kehti jaa
Padna seekho, kalvato ko Maathe pe yeh balkhaa ke
Likhti yeh jaa
Khwaabon ki hai apni zubaan In mein bhi hai ek daastan
Khwaabon ki hai apni zubaan In mein bhi hai ek daastan
Jao, jao, jao, jao, jao piya
Seekho na naino ki bhasha piya Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan Seekho na piya lab to na kholungi mein
Samjho dil ki boli
Seekho na naino ki bhasha piya
Thaire paani, jaisa yahaan
Chedo na ise hil jaayengi gehraayiyaan
Thandi saanson, yeh sheher mein
Dekho to zara bolti hain kya parchaaiyaan Kehne ko baaki hai kya
Aankhon ne sab keh to diya Kehne ko baaki hai kya Aankhon ne sab keh to diya Haan, jao, jao, jao, jao, jao piya
Seekho na naino ki bhasha piya Keh rahi tumse yeh khamoshiyaan
Seekho na piya lab to na kholungi mein..