Omg why do you do this I can't stop laughing 😂😂😂😂😂😂😂Originally posted by: WhosTheFool
Yeh Rajni robot Riddhima ka programing kiya hai kya, ki jab bhi Pratik bole toh isse attack mode mai aana hai?
Pata nahi kaunsa bhoot aaya hai iske andar? Galaa phaad phaad ke chilla rahi hai. Aisa lag raha hai kisi kawwe ka koi galaa daba raha ho.