Originally posted by: IamRaj96
Chal chal avey 😏😏😏😏😏
Tu itni paapi insaan hai ki tera curse toh kabhi kisi ko nhi lagta.... Ulta aur jada trp me barkat hoti hai 😂😂😂😂😂
Maine kaunsa paap kiya bey ? 🤭🤭
Dekha tumhara Ahankar sar chadke bol raha hai. 🤣🤣🤣🤣🤣
0