This sanki buddha is getting on my nerves. And Bina address ke envelope ne aaj hadd kar di hai. Dono baap bete ko na story se nikaal do. Unn dono ko dekhti hun na mood off ho jata hai sara. Tauba tauba. Bada bindi chota bindi theek hai. Yahaan tak ki Ved aur Sunny bhi theek hai. Lekin baaki ko hatao.
Ek solid idea, Mandar aur Keerti ki shaadi kara do aur sanki budhe ke saath teeno ko haridwar bhej do. Param Shaanti.
P.s. sorry for the rant, but I am really annoyed by the track. Especially Pallavi giving in to the kasam. Dimaag kya ghaas charne gaya tha uska. Kaisi hai yaar yeh tyaag ki murti 😑