forum se hii chori kiya lagta hai idea.. 😝🙈🤣Originally posted by: Anahita_143
Forum mei kitni demand thi iss scene ki yrr😭❤️
@bold- all hail lord saba 💪🤝
Aaj pakke se SR ho hi jaati yrr..pura setup tha SR wala yrr☺️
CCS ki goli😡
Yaha jasoos ghum rahe hai saba ke.. 🤦♀️
Par thoda aur lamba hota... Yaar abhi to dhang se nihara tak nahi tha ek dusre ko.. 😭😭😭😭
Itta fast sab kuch nipta bhi diya... 3 sec mai sab kuch ho gaya.. 🤦♀️🤦♀️🤦♀️😭😭😭😭😭😭😭
Sach kahu... To aisi SR na chahiye thi manne... Yaar priam hai.. Dhamaakedaar honi chahiye.. 🙄