Anokhi - Maine kya galat Kiya agar main apne saas k haq k liye ladhi toh! Divorce hua toh kya hua, aadmi ko fir bhi Apne ex biwi k liye loyal rehna chahiye. Main apni ma'am cum guru cum saas cum maa cum mumma ko apna haq dilwake rahungi😎
ITNA cum cum mat Kar.... Kuch zyada ho Gaya... 18 plus Nahi hai behen ...🤣