Originally posted by: Priyapriyu
Wahi to
Majboor khud hoti hai
Ut-pataang harkate khud karti hai
Sachhai khud chhupati hai..
Itni galtiya karne k baad bhi Mahaan ban jati hai…
Aur wo bechara insaan apna kaam imaandari se karya hai use Maafi maangni padhti hai
Ye kaha ka insaaf hai
I want..#JusticeforMalharji
Yes.. This should be trending..
#JusticeforMalharji
Dimaag kharab karke rakha hai maa beti ne..
Ek imaandar officer inke chakkar me pis raha hai