Originally posted by: meghumonu
Yehi to hua par yaha pe Pallu widow hai le kin sochiye agar Mandar zinda hoti aur phir Pallavi Raghav se milti in AU. Deshmukh khandan ka muh kala 🤣
Ab toh bas yeh dekhna hai ki Raghav, Mandar ko kya dho daalega ya actually duniya se uthwa dega if he tries to come close to Pallavi Raghav Rao🤣
Pata nahi but yeh wala Raghav dekhne ka bada mann karta hai😛
Lightbulb ko beech sadak par har South Indian bhashan mein samjhaya tha jab apni Behen ke liye...toh yeh toh Gaya😆😆