Originally posted by: water_83
didi jaisa character kissne likha ..feel like đĄ....never seen such character on tv jissne beizzati karwane ka copyright le rakha hai đ
Uspe dhindora peeth a hai ki woh samse zyada evolved aur mature character hai. Kaunse angle se koi mujhe batayega plsssđ