aap bhi to the.. Uss mai.. 😝🤣
Are par 2 2 DT warning mili hai.. Historic ban gaya mera pehla thread to..🤣🤣🤣
Usme maine kon kaand karega pucha tha.. Vaha hum sab ne hii kaand kar diya.. 🤣🤣🤣
Matlab yaadgaar ban gaya pehla thread.. Sab kuch ho gaya usme... Sabne jam ke masti ki.. Sabne mast khul ke chije share ki.. Aur 2 2 DT warning bhi mil gayi... Epic ban gaya vo.. 🤣🤣
Maine aur pallu dono ne ye kabhi nahi socha tha.. 😝🙈
Item hai tu 🤣🤣🤣🤣🤣