Originally posted by: laksh
Sasta version matlab unke room mein thoda bahut candles jala dena aur bahut zaroori baat, darwaaza band karna padega 🤣.
Warna dekho kya hoga 🤣🤣
Pakhi pulled the family to Virat Sai's room and shows what's happening. All shocked including Virat 🤣🤣.
Kaku will then say, Guruji ne kaha tha ki mujhe ek baar candle light dinner karna hai, maine Virat ko bhi bataya par woh toh sirf biwi ke liye karega 🤣
Sonali: dekho Virat, agar surprise doge toh poore parivar ko doge na sirf Sai ko 🤣
Ninad : Wahini yeh apni biwi ke liye alag se tohfa leta hai aur ab alag se party bhi rakh raha hai
Pakhi : Virat tumhein sochna chahiye tha ki ghar ke bade kya sochenge
Mohit : Virat dada ko lock up mein daal do itni badi jurm ki hai unhone
Virat to Sunny : kya yaar in logon ne ek candle light dinner bhi dene nahi diya Sai ko
Sunny : arey unhe bhi saath mein bitha leta, agli baar tum living room mein arrange karo 🤣. Waise Virat tumhare Baba ko bhi candle light dinner pasand hai kya?
Virat : kya yaar tu abhi bhi mazaak kar raha hai
Tring tring
Virat woke up at the sound of the alarm. Thank god sapna tha. Mujhe koi suprise plan karni hi nahi hai 🤣🤣.
Virat sir abhi aapne kya kaha surprise?
Virat 🤔🤓