ab chalna chahiye..
bhai agar Ap ko chance mile kisi bache ko kuch sikhane ka to please or kuch karna ya na lekin itna os ko strong bana dena ke wo dill se weak na rahe.. warna naagin jese log barbaad kar dain ge life...
main din raat feel kar raha hoon na to bus main he janta hoon kesa lagta hai...
Ap kisi ko itna strong bana dena ke jab naagin jese log eysa karain to wo jawab me itna he bole ( go to hell ) or phir kabhe os ko yaad bhe na rahe ke koi aya tha eysa karne...

15