Originally posted by: Lone_wolf
But kzk2 ko achanak pata nhi kaise bani business woman bhi bacha nhi paayi ab kkb ka bhi yahi hoš¤£š¤£
KZK2 me thoda jada logical laga as usko bajaj ne support kiya nd he used to love her nd usko busineewoman ban ne ke liye 6-7 yrs lage (acc to leap)
But yaha KKB me pata nhi koun kahaki mentor mili aur usne pragya ko 2 saal me hi australia ki best businewoman bana dala ššššš
Kkb me toh jada bada 6-7 saal ka leap bhi nhi le sakte
Warna abhi pragya ki age pata nhi kya hojayegi š¤š¤š¤š¤š¤
0