To ye lo IF walo ki taraf se agale 3-4 din ka sneak peek đ
Today
Dadi-Rhea ne chali ek aur chaal...
Ishqi ke kundali me dosh...
Kya karegi Ishqi ped se vivah....
Aur kal ka sneak peek... đđ»
Saj gayi hai Ahaan-Ishqi ke Sangeet ki mehfil...
Chadh gayi hai Ahaan-Ishqi ke dil-o-dimag pe Ishq ki dhun...
Aise me Dadi-Rhea kaisa band bajane ki koshish karenge...
Ya....
Baj jayegi unki hi pungi... đ€Ł
Addition by kinu17
And precap will be ..phir ishki apni shaadi ke mandap chor ke bhaag gayi..
ahaan pad gaya soch mai...đ
kiya hoga dadi ka faisla .đ
Addition....
Kya hogi Ahaan Ishqi ki shadi...
Ya Rhea maar legi bazi..
Addition by kinu17
kaun hai rhea ki bache ka baap..
Mayank lega badla!!đ€Łđ€Ł
Dadi ka dil ka daurah..haspatal mai bahu saas kar rahi hai zindagi se ladai