Originally posted by: rachufan
Wo Vansh ka mandir hai waha SAB Vansh ke bhakt jo bhi achchha hota hai reason Vansh episode bore Vansh nahi tha ridhima ki to jam ke bashing Hoti hai baki koi character ka to dur dur tak Naam hi nahi hai angre is good because he always says yes boss🤣🤣🤣
Ridhima eise Kyun Karti hai ye Kyun Kiya wo Kyun Kiya Vansh Ko kaisa Lagega bas yahi hai 🤣🤣
Yaha write Kiya hai koi issue to nahi hai
Vansh unka baby hai wo log uski hi side lenge chahe wo kitna hi galat kyu na karde
Kher mujhe kya wo show dekhna chhod dena mera sabse best desicion tha
Time mile to udaariyaan dekh
Bada mazaa aayaga