Originally posted by: Justasuperbgirl
Didi: Maine itne mahino se... raat din ek karke iss show ke liye kaam kiya hai...baadh, toofan, bhookamph meiin bhi... aakhir mujhe apni mehnat ka phal mila... dhanyawaad saasu maa🤣🤣🤣🤣🤣
Hoto pay aisa baat main chhupa chilakay chali
khul gaya wahi raz ho duhai ho duhai