Matlab Sai aur Virat ko kis category ka alzeihmer aur amnesia dia hai makers ne!!!
Fuski bomb tha..matlab bhabhi jo chillayee hai..usme bhabhi ne kuch nhi kaha except ki Virat shaadi karne wala tha..iske alawa kuch naya nhi boli bas is baar banshee ki tarah chillakar boli..
Usme bhi jab bhabhi ne shaadi wali baat boli Sai aaju baju kidhar nhi thi..
Virat bhaiya ko kuch samajh hi nhi aa raha ki bhabhi kya bo rhi hai, matlab roz kisi na kisi tarah toh pichle 6 mahine se bol rhi hai same cheez, aaj detail mei aur saaf saaf shabfon mei boli hai..
Matlab Bhabhi ne misunderstanding ka koi scope nhi choda..itne saaf shabdon mei boli hai ki unko kya chahiye...
Virat aaj bhabhi ke exlover kam aur Sai ke Pati zyada dikhai diye..matlab makers pe gaaliyon ka thoda asar pada..
Nazar naa lage..🤞🧿
Par Sai toh out of ball park kheli, maylab jo reaction diya; waisa kuch hua nhi tha..
Matlqb mai confuse hu ki aisa toh kya suna jo woh already nhi jaanti thi..
Vaada was all known..✔
Bhabhi lustines all known✔
Bhabhi was husband ex gf all known✔
Matlab naya kya pata chala..🤔
Sai ko bhi amnesia de dia makers ne..
Jis tarah precap mei Dhoka boli hai🙄🔥 lagegi ..