Originally posted by: Manasi_16
Haan yaar...kahe tu ne toh Radhika aur uske bachche ki jaan khatre mein daal di. Aaj agar Bawari ne baat nahi sambhali hoti toh kya ho sakta tha😆
Sakshi shocked, Purvi rocked😎
Bas yahi chaiye mujhe ab
First 10 min vikas ki dhulai
Baki ke 10 min saki ki class