Originally posted by: princy48
I agree hyderabadis eat spicy food ...but pallu ne ek ek bowl mein 2 2 spoons bhar ke mirchi daala hai thats tooo high ...ek chutki bhar zyada ho tho hi bahut theeka hojata hai par itna zyada ...no wonder its zeher 🥺Pallavi aur uske dhamakedhaar ideas ..kaash raghav bhi farhad ke saath bhaag jaata 😭🤣
Wohi toh Hyderabadi aur spicy khana nahi thoda mushkil hai 🤣
Lagta hai biryani paradise ki khata hoga yeh ladka princy 🤣🤣