Fd aap log bas imagine karo :
Agar dadi and family walo ko pata chal gaya.
Riddhima ke deal ke baare main .
Wahi wala .
"Vansh mera , VR empire tumahara".
Kya hoga uske baad , just imagine .
Humari riddhima baby ko inn se koi bachale .
It's not going to be nice for her .
Specially dadi .😱
Uff 😰
Shyaad agar inn sab ko pata chal gaya aur sab milke riddhima pe torture kar na shuru kardenge , then vansh ko unke parivaar ke punya kaam pata chal jayenge riddhima ke saath .
Aur usko riddhima ki vulnerability aur dar samjh aajayega .
Share your opinions .