Ridhu - ek baar yaad raklo main itni halki phulki nahin hoon😆
V - kisne kahan tumse ki tum halki phulki nahin ho
R - mujhe feel hota hai, main bhari ho chuki hoon
V kisses on Ridz hand
V- aur ab kya feel hota hai
R- bohat saara pyar
(V again kisses)
V- aur ab kya feel hua
R- ki yeh main tumhare bina reh nahin sakti
(again kissing🤪)
V- aur ab
R - ab yeh ki main tumse bohat zyada pyar karti hoon
(again kissing🤩)
V- aur ab
R- ab yeh ki main tumse hoon aur tum main hoon🤪


