Originally posted by: sargamif
Tune y sab kab shuru kiya be?
Aapke jaane k gum me 🤣bhukto ab 🤣
R y dono ko kaha badalon m pahucha diya🤣
Yaar kya h y🤣🤣🤣
Badalon m to didiji rehti thi?🤔
Didiji bhagvaan he har jagah prakat ho jaati he 🤪
R y konsa planet h bhai...Pehle to kabhi nahi dekha?
Isko Purvir land kehte he 🤫😌🤣
