Raisinghania parivaar :
Sab kand karte hai iss show , bade bade wale unacceptable wale.
Lekin bohat baar pakde nahi jate , agar pakde bhi gaye punishment choti si milti hai ya kuch bhi nahi milti hai .
Lekin jab riddhima kuch kand karti hai .
Wh choti si bhi kand ho woh itna unacceptable hojata hai parivaar walo keliye.
Aur usko punish most cruel way main karte hai .
Aisa kyun saanp family , kyunki riddhima human hai ,kya isiliye ?