Originally posted by: Chahat_A_Doshi
RaghVi get married at the temple.
They come home and see decorations
Maine Farhaad ko mana kiya tha shaadi ka koi celebration nahi hona mereko
Ye shadi nahi tumhaari barbaadi hai jiska celebration mujhe karna hai
Same to you
Manus aahe ki maakad kasa palti maarto(Aadmi hai ya bandar kaisa flip maarta hai)
Kya
Kuch nahi
Raghav is about to enter when he sees Amma, Keerti, Farhaad, Harish, his staff his people his family all there to welcome them home.
Raghav was happy to see his amma and keerti finally at his home 
Pallavi was sad They were all his people she had no one here, her friend was HIS sister, her friend's mother was HIS mother
Raghav was happy seeing everyone but in his heart he knew how she must feel He gained his family she lost hers
Arre ruko ruko aisi bhi kya jaldi hai Raghav aur Pallavi sorry amma ne kaha ab se bhabhi 
Keerti typical sister style stopped them
Kya hua Kyun rok raha hai
Raghav itne sadu mat bano ek hi toh baar life mein ye din aata hai
Keerti 
Sorry amma
Amma does their arti and welcomes them in
Ruko ruko ab meri baari
Ab tum bhi aarti utaarega kya
Nahi jeb katroongi
Matlab?
Tum filmein kyun nahi dekhte ho Toll tax
Kya
Jaise tum Hyderabad se bahar jaane ka andar aane ka toll tax dete ho waise aaj andar aane ka toll tax dena padega
Raghav happily emptied his pocket in a second
Wah itni jaldi hai teased Keerti
Mere ko koi jaldi nai hai aaj pehli baar itna saalon ke baad tum mujhse kuch maanga apna haq samajhke iss liye diya
They enter the home
Accha ab ek aur rasam
Ab kya hai
Bahut simple hai humaari khandaani rasam hai Nana ne bhi ki thi hai na amma
Amma blushes and says yes
Kya karna hai amma 
Kuch nahi bas Pallavi sorry bhabhi ko apni baahon mein utha kar apne room tak le jao
Pagal hai kya?
Raghav rasam hai tumhaare nana ne bhi ki thi
Amma aap shaadi karke aaye tab nana ka ghar mein sab bedroom ground floor par hi tha idhar kitna seedhi hai Aur maine aisa koi rasam nahi suna main nahi karega Whispers in her ear Saree ka dukaan tereko room ka address pata hai aana hai toh khud aa jana nahi toh bhaad mein ja I dont care
Swatahala hero samazto evdha sudhha karu shakat nahi he body aaani evdha vyayam karaycha kay faayda (Khud ko hero samajhta hai itna bhi nahi kar sakta itni body itni exercise karne ka kya faayda)
KYA? everyone in chorus 
Tum filmein nahi dekhte aisi rasam hoti hai Chennai express mein bhi toh Shahrukh khan ne deepika ko uthake itni saari seedhiyaan chadi thi temple ki ye toh sirf 20 hain
Haan anna aur aapko toh experience bhi hai
Ae Farhaad chup kar Aur tum saree ka dukaan Shah rukh khan ko paisa mila tha woh acting tha ek seedhi chadkar usko loop pe lagaya tha Tum ladkiyan aisa nakli herogiri pe flat hota hai aur musibat humko hota hai Whispers Ek baar mere pe baithkar mera kamar toda jee nahi bhara ab merese tumko uthwakar mera kamar phir se todega
Aunty
Amma
Sorry amma inse na ho payega main khud hi chali jaati hoon
What do you mean nahi ho paayega Wo dekh main wo truck ka tyre uthakar exercise karta hai Uske saamne toh tum paav kilo ka hai 
Lifts her bridal style and takes her up the stairs
In the room takes her to the bed and drops her on it
What the hell
Amma ne uthakar room tak laane ko bola tha pyar se bed par bithane ko nai
Mujhe tumse pyar chahiye bhi nahi
Main dega bhi nahi main wo cactus ke plant ko pyar dega lekin tumko nai
Bade bade bol nahi bolne chahiye
I don't know about the culture and actual rasam so skipped them
Rasam toh honi chahiye