Originally posted by: Shristhi2002
How big? Utna bada hoga jisse room ka door cover hosake, taaki didi andar na dekh paaye ,na ghus paaye🤣Darwaaza problem solved😆
Haan waise bhi didi kaha door knock karke aati hai..😂😂 Aur waha hum snakes aur bees chod denge taki woh disturb naa kare🤣🤣🤣
