Originally posted by: Blackqueen
Yeh toh pakka atharv ka kaam hain . Just hope ke ek baar woh succeed ho kyunki anuyani ko dekhkar lagne laga hain ki raabta ka synonym poison aur kasme hote hain
Yar yeh Anu stupid hein kya...usaka yeh Raabta Kallu ko hamesha bhari padata hein uparse Apani kaisi ditto copy ki hein Raabta Devi ki..🤢bechare Malhar par Tara's aata hein.