Pheko mai lapetne ke liye baithi hu
Ap shaadi baarat m paise beenne wali to nahi ho
🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
🏏IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
Karan Johar meets Anne Hathaway and Meryl Streep
Beautiful song; track of the year is here
Pheko mai lapetne ke liye baithi hu
Ap shaadi baarat m paise beenne wali to nahi ho
🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭
Spam ye kaisa nam hai 😭🤣😭🤣😭🤣😭🤣😭
Spam nahi h sam h..Padna bhi nahi aata
Arey original name ko short kar diya🤣
Maine 2 saal se kisi ki shadi nai khaye
😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭😭
Originally posted by: sargamif
Spam nahi h sam h..Padna bhi nahi aata
Arey original name ko short kar diya🤣
Tu asli nam bata be
Originally posted by: pallavi_p28
Been bhi sahi hai😆
Di apko pata h m apne pure school sabse shaitaan bachchi thi..Jise shayad har period m punishment milta tha..🤣🤣🤣
R bachche mera bahut majak banate the 2nd class m..Batau kyu
Bahgwan aisa din kisi ladki ko na dikhaye😭😭😭😭😭
Shadi nhi khayi?🤣
Are, shadi nhi dekhi
Shadi ka khana nhi khaya
Dono ko mix kar diya🤣
Arey wah..Ap to bahut lucky ho
Mere papa to mujhe kheech kar le jate h..Mujhe parties attend karna bilkul pass d nahi h😡
Originally posted by: sargamif
Di apko pata h m apne pure school sabse shaitaan bachchi thi..Jise shayad har period m punishment milta tha..🤣🤣🤣
R bachche mera bahut majak banate the 2nd class m..Batau kyu
Bahgwan aisa din kisi ladki ko na dikhaye😭😭😭😭😭
To is bat ka tere nam se kya lena dena be 🤔
Originally posted by: pallavi_p28
Shadi nhi khayi?🤣
Are, shadi nhi dekhi
Shadi ka khana nhi khaya
Dono ko mix kar diya🤣
Tika rakhi h inhone abhi..Chakna pados m rakha hua side stool pe🤣
Originally posted by: pallavi_p28
Shadi nhi khayi?🤣
Are, shadi nhi dekhi
Shadi ka khana nhi khaya
Dono ko mix kar diya🤣
Mai sirf khane jate hu mere ko kya kiski shadi hai 🤔