OMG thanks for sharing rain sequence. Cant wait. Hope ACP baarish main door door tak nahin dikhe.
😳
🏏IPL 2026: RCB vs LSG, 23rd Match,Bengalaru 15 Apr 7:30pm IST🏏
MEHER's DEATH 15.4
Karan Johar meets Anne Hathaway and Meryl Streep
Beautiful song; track of the year is here
IPL 2026: MI vs Punjab, 24th Match, Mumbai, 16th April 7:30pm IST🏏
OMG thanks for sharing rain sequence. Cant wait. Hope ACP baarish main door door tak nahin dikhe.
😳
It's raining baby😆.Hope we get some barish romance
I want Shakhi scene with Tum hi ho in background
Rain main ho toh maza aa jay 😆
Originally posted by: Gayatri9
🤣🤣
Garam Garam noodles ,but he says na ki wo canteen se kuch bhi matlab kuch bhi kha lega.........
BTW wo noodles kya sach mai Anokhi ne banaye the?
As Anokhi ko khana banana nahi aata......
Aisa usne Canada waalon ko bola thaa......
Abb usne wo use reject kare is liye bola ya sach mai nahi aata ye hnahi pata...........
Haan she mentioned usko nahi aata pat Anokhi banaye naa banaye.. woh Shaurya ko jo bhi apne haath se khilayegi (girayegi) woh khayega.. Badi maa ko heart attack bhi aayega🤣
Originally posted by: Gayatri9
🤣🤣
Garam Garam noodles ,but he says na ki wo canteen se kuch bhi matlab kuch bhi kha lega.........
BTW wo noodles kya sach mai Anokhi ne banaye the?
As Anokhi ko khana banana nahi aata......
Aisa usne Canada waalon ko bola thaa......
Abb usne wo use reject kare is liye bola ya sach mai nahi aata ye hnahi pata...........
Nahi bhi aata hoga to Shaurya ke liye noodles banana seekh legi honhar student hai.
Originally posted by: deepshiii
Aap kahan thi tab wahan pe Badi Maa?🤣
Chodiye Badi maa , hum break up Ki jagah mere aur anokhi k patch up Ki party karte hai !😳
🤣
It's raining baby😆.Hope we get some barish romance
The bgm should be saanson ko saanson mein from hum tum☺️☺️ too hot to even think about😆☺️
Originally posted by: Radiant_Eyes_
Chodiye Badi maa , hum break up Ki jagah mere aur anokhi k patch up Ki party karte hai !😳
🤣
Badi maa ka dil bahar aajayega yeh sunke🤣 Mere 25 saal ki mehnat 25 milisecond mein safaya hogayi🤣
Originally posted by: deepshiii
Badi maa ka dil bahar aajayega yeh sunke🤣 Mere 25 saal ki mehnat 25 milisecond mein safaya hogayi🤣
🤣
BTS pics k hisab se alok ka phir scene hoga college main
Socho patch up k baat yeh college main bhi takna jakna kare aur alok chugli kar de 😵🤣
Parjay gi !!! ka kya haal hoga 🤣
Originally posted by: Radiant_Eyes_
I want Shakhi scene with Tum hi ho in background
Rain main ho toh maza aa jay 😆
I am dreaming
......I am on here 6 on the dot. I feel like I haven’t sleep. At all. 😐