Originally posted by: rekha_crm
Behnon ne milke bhaiyon ko alag kar di...
Malhar aur Pawar ki dosti pe nazar laga di..
Kalyani ke drame me sath de raha hai pawar
Malharji ke dosti me ye baat hai nagawar
🏏IPL 2026: Royal Challengers Bengaluru vs Chennai Super Kings, M 11🏏
🏏 IPL 2026 Match 10th SRH vs LSG at Hyderabad 🏏
FAKE RASM & MUKTI SHOWN 4.4 &5.4
MUKTI GETS VANI 6.4
There are 4 entry scenes which are my favourites
Happy birthday to Rashmika Mandanna
Rupaly Ganguly / Anupamaa - Happy Birthday 🎉
Happy Easter: A Fresh Start Filled With Joy
🏏IPL 2026:K K R vs Punjab Kings, 12th Match, Eden Gardens🏏
Originally posted by: rekha_crm
Behnon ne milke bhaiyon ko alag kar di...
Malhar aur Pawar ki dosti pe nazar laga di..
Kalyani ke drame me sath de raha hai pawar
Malharji ke dosti me ye baat hai nagawar
Mil gaye Kalyani & Sampada
ab khush hoga SN ka rasoda
Originally posted by: Priyapriyu
Even Panditji doesn’t believe on andhvishwas
Maa ki mamta ne ye drama karwaya unse
Do maayein...
Hamara bacha..
Baapre.. Bas ek aur word baaki tha, hamara pati.. 🤣
Aaj Sampu ko Malhar uska pati laga.. 🤷♀️🤦♀️'mere pati ko maine dhoka diya'
wahi to diOriginally posted by: rekha_crm
Exactly...
Aur Malhar ya Moksh will have no say in it.
They will be expected to nod their heads in acceptance..
😆
Behno ka itna jyada pyaar dekhakar koi kaise mana kar payega...
😆😆
Sampada gayi sudhar
mereko vishwas nahi idhar🤣
Ex aur present wife ke chakkar mein fasa Malhar
kya kisamat hein usaki Kaisa hein yeh usaka pyar
Har bar karati hein usake najukase Dil pe var
zindagise fir BHI Bhau ne Mani Nahi Har
Aise hi chalta rahega to Hume jaldi hi sunne milega humara patiOriginally posted by: rekha_crm
Do maayein...
Hamara bacha..
Baapre.. Bas ek aur word baaki tha, hamara pati.. 🤣
Aaj Sampu ko Malhar uska pati laga.. 🤷♀️🤦♀️'mere pati ko maine dhoka diya'
🤣🤣🤣
Haa aaj sampu ko Malharji pati lage
Kalyani ne bhi FB me sampu se bola
Sab kuch tha tumhare pas
Itna pyaar karne wale pati
Malharji
Originally posted by: Priyapriyu
wahi to di
Behno ka itna jyada pyaar dekhakar koi kaise mana kar payega...
😆😆
Jud gaye bichade behnen SamYani..
Kya ab alag honge maa beti AnuYani.. 😂😂
Originally posted by: rekha_crm
Do maayein...
Hamara bacha..
Baapre.. Bas ek aur word baaki tha, hamara pati.. 🤣
Aaj Sampu ko Malhar uska pati laga.. 🤷♀️🤦♀️'mere pati ko maine dhoka diya'
Irade lagate Nahi sampuke thik
Madat ke badale Kahi kalluse pati ki na mange bhik..🤣
Originally posted by: Priyapriyu
Aise hi chalta rahega to Hume jaldi hi sunne milega humara pati
🤣🤣🤣
Haa aaj sampu ko Malharji pati lageKalyani ne bhi FB me sampu se bola
Sab kuch tha tumhare pas
Itna pyaar karne wale pati
Malharji
Kahan Moksh ne bhai ya behen pucha tha.. Use toh ab mil gaya do mahaan maayein.
Sach me ye kallu referring to Malhar as Sampu ka hubby was so weird to hear..