Gawaaro waale sawal puch puch ke pareshaan karne ke liye dil se maafi maang na chaungi lekin kya koi meri zarra si help kar sakta hai.
Jab me post me photo daal ne ki koshish karti hu to hota hi nahi hai.đ
Wo photo wala box daba ke jab me url paste karti hu, uske baad aage likhna chaalu karti ho to wo url waha se gayab ho jaata hai bhagwaan jaane kyu.đ
pls help
sorry and thank you