Haan Sirf aur sirf nautanki woh bhi hadh se zyada... Ek number nautankibaaz hai Ani aur yeh hamaare saath saath Bidu ko bhi pata hai isiliye toh kehta hai hamesha Barristery ke alawa sab karta hai yeh ladka🤣
Actually🤣
Bidu se jyada Ani ko koi nahi janta , hume lagta tha hum jante hai par Ani proved ki DNA ka asar sabse jyada hai uspe🤣