Originally posted by: Rajpatil12
Kaha reh gayi thi kaafi late join ki party tumne
Par aayi toh
Ranveer Deepika Confirm Baby No 2
🏏IPL 2026: GT vs MI, 30th Match, at Ahmedabad
🏏IPL 2026: KKR vs RR, 28th Match, at Eden Gardens🏏
🏏IPL 2026: PBKS vs LSG, 29th Match, at New Chandigarh 🏏
GUILT ON CASE 20.4
MAIRA IN CUSTODY 19.4
Janhvi Kapoor Alcohol Addiction
Shabir Ahluwalia AT #25/R Bharadwaj-"𝒟ℯℯ𝓌𝒶𝓃𝒶 𝒯ℯ𝓇𝒶"
🏏South Africa Women vs India Women, 2nd T20I, Durban🏏
Originally posted by: Rajpatil12
Kaha reh gayi thi kaafi late join ki party tumne
Par aayi toh
Originally posted by: Rajpatil12
Nepali mujhe bhi samjh aati hai but maine usee indian languagee nhi gina
Mujhe asaamese ,bengali nd odia ek jaise hi language lagti hai
Assamese and Odia dono mein mujhe ko 'Mui' bolte hai aur bengali mai 'ami'. Thode bohot differences hai.
Yeh online kab available hoga re
Sabkuch perfect hai but raj ke liye koi acha actor lena chahiye tha
ಹಲೋ ಎಲ್ಲರಿಗೂ ಅಂತಿಮವಾಗಿ ನಾನು ದೂರದರ್ಶನವನ್ನು ಚರ್ಚಿಸಲು ಈ ಥ್ರೆಡ್ಗೆ ಬಂದಿದ್ದೇನೆ ಇದೀಗ ಅವರಿಗೆ ಪ್ರಗತಿಪರ ಪ್ರದರ್ಶನಗಳು ಮತ್ತು ಸೀಮಿತ ಸರಣಿಗಳು ಬೇಕಾಗುತ್ತವೆ ಮತ್ತು ಮೊದಲು ಅವರು TV ೀ ಟಿವಿಯನ್ನು ಸ್ಥಗಿತಗೊಳಿಸಬೇಕು ಮತ್ತು ಸೋನಿ ಟಿವಿ ಶೀಘ್ರದಲ್ಲೇ ಬಣ್ಣಗಳನ್ನು ಪಡೆದುಕೊಳ್ಳಬೇಕು
Originally posted by: Rossalinne
Par aayi toh
Ab machao halla
Originally posted by: Rajpatil12
Why?? Itna basic knowledge toh har kisiko rehta hi hai
Waise mai quora pe bahut cheezo pe search karte rehta hu apart from itv baaki countries ke culture unki mythology ke baare me
Thats great indeed. Kyunki mujhe itna sa bhi basic knowledge nahi hai. 🤣
Quora is the mother of google search. Mujhe bhi quora mein search karna bohot pasand hai on different topics.
Assamese and Odia dono mein mujhe ko 'Mui' bolte hai aur bengali mai 'ami'. Thode bohot differences hai.
Pahle mujjhe bachpan me odisha nd bengal ek hi lagta tha.....hume SST ke liye ek teacher thi odisha ki behra mam woh aise bangaliyo jese hi bolti thi toh mai always confuse rehta tha bengal nd odisha me evn tho uss mam ka subject hi SST tha but still mai ussike wajase bengal nd odisha me confuse hota tha 🤣🤣
Originally posted by: Rossalinne
ಹಲೋ ಎಲ್ಲರಿಗೂ ಅಂತಿಮವಾಗಿ ನಾನು ದೂರದರ್ಶನವನ್ನು ಚರ್ಚಿಸಲು ಈ ಥ್ರೆಡ್ಗೆ ಬಂದಿದ್ದೇನೆ ಇದೀಗ ಅವರಿಗೆ ಪ್ರಗತಿಪರ ಪ್ರದರ್ಶನಗಳು ಮತ್ತು ಸೀಮಿತ ಸರಣಿಗಳು ಬೇಕಾಗುತ್ತವೆ ಮತ್ತು ಮೊದಲು ಅವರು TV ೀ ಟಿವಿಯನ್ನು ಸ್ಥಗಿತಗೊಳಿಸಬೇಕು ಮತ್ತು ಸೋನಿ ಟಿವಿ ಶೀಘ್ರದಲ್ಲೇ ಬಣ್ಣಗಳನ್ನು ಪಡೆದುಕೊಳ್ಳಬೇಕು
Plzz ab nahi behen humne laguage wala game kabka bandh kar diya 🤣🤣
https://twitter.com/GossipsTv/status/1999101107671601325
https://twitter.com/GossipsTv/status/2035313460423315579
0